Thursday, October 16, 2008

IshQ me Jazbat ko khudkashi karni pari

IshQ me Jazbat ko khudkashi karni pari

Panchiyon ko Par JaLa kar Roshni karni pari

Ik Larki ki Bewafai ko bhulaney k liye

Janey KiTni Larkiyoo se Dosti karni pari

No comments: